News & Updates
Get Membership
Donate

Maa Bhadrakali Dham Sewa Trust

8909606202 , 9410000226
info@maabhadrakalidham.org
Logo Menu

Our Projects

Maa Bhadrakali Dham Mandir Nirman
Maa Bhadrakali Dham Mandir Nirman
June 30, 2026

Aap Sabhi Sanatani Bhakto ko Yah Sandesh Dete hue Bahut Badi Khushi Ho Rahi hai ki 

Gram- Mavi Khurd, Near Pura Mahadev Mandir, Baghpat, ( U.P ) में 

Swayam Mata Rani Ne Apne Param Bhakt  se  Gram- Mavi Khurd Ki Paavan Bhumi Par Apna Bhavya Dham Banane Ki ichha Prakat ki hai.

Yah Aadi Shakti yahan par Yugon se  अदृश्य Roop me Vaas kar rhi Thi, Jo Ab apni इस  प्रिय धरा पर, साक्षात् स्वयं प्रत्यक्ष Roop me Virajmaan ho Rahi hai.

Yah Dham पूर्ण Roop से White संगमरमर ( मार्बल ) से Banaya jana hai

इस धाम के निर्माण की अनुमानित लागत कम से कम 25 करोड़ रुपए रखी गई हैं। 

25 करोड़ के इस Vishal Lakshya ko poora karne ke liye,  Aap Sabhi सनातनियों se  Vinamr Nivedan  hai ki Sabhi bhakt इस  Dham se जुडकर  Apni आस्था व Saamarthya ke Anuroop  Jyada se Jyada दान Dekar Mata Rani ke इस महान कार्य में Sahayog kare.

Mata Rani Apko Sada Khush Rakhe

                        Jai Mata Di 

Donate Now